Sunday, March 17, 2019

Xiaomi Redmi Note 7 Specification

    Redmi note 7 pro price in India full Specification Hindi me.



SOFTWARE➤              MIUI (android 9.0 pie)

DISPLAY➤                  16.0CM(6.3INCH)FHD+ Display

BATTERY➤                4000mAH Li-polyber Battery

REAR CAMRA➤        48MP+5MP
                       Sony IMX586 Sensor, 4kVideo Recording, Super Low-Light Mode

FRONT CAMRA➤     13MP

PROCESSOR➤           Qualcomm Snapdragon 675 Processor

COLOR➤                     Nebula Red, Neptune Blue,Space Black

STORAGE➤                64GB,128GB Expandable Up To 256GB

RAM➤                         4GB,6GB

SIM PORT➤                Dual Sim Nano+Nano (Hybrid)

CHARDING PORT➤  Type C Quick Charging 4.0

PRICE ➤                     (1) 4GB,64GB(13,999)
                                     (2)6GB,128GB(16,999)

USB➤                         OTG Support

FINGERPRINT SENSOR➤ Yes

WATER PROOF➤                 Splash Proof

GRAPHICS➤         Andreno612

FLASH➤                     Yes Led Flash

AUDIO JACK➤     3.5mm

NETWORK SUPPORT➤  4G,3G,2G (volte)














Thursday, November 30, 2017

Xiaomi Redmi 5A Reviews Hindi Me Janiye

Xiaomi Redmi 5A Reviews Hindi Me Janiye



Xiaomi Redmi 5A Reviews In Hindi


REDMI 5A SCREENSHOT
Namaskar dosto mere naam hai Ashutosh singh aur aaj mai aapko xiaomi redmi 5A review karke btaunga aur last me mai apna opinion bhi dunga mujhe ye phone kaisa lga kya ye phone aapke liye sahi rahega ya galt sab mai aapko is post me btane wala hu Aur post suru karne se pehle mai aapke kuch sawalo ka Ans dene wala hu jo aapke mnn me chall rha hai aap mere site ke old visitor hai to aapko ye pta hoga ki mai lagbhag 1 year se koi post update nhi kar rha tha aur aaj maine pure 1 year bad ye post dal rha hu to dosto mai aapko bta du ki aaj se mai daily ek post dalunga aur mai apne blog pe wapas aagya hu mai aapke sawalo ek ache se ans. de du mera exident ho gya tha iski wajah se mujhe 1 year ke liye rest mila to dosto ab bina time loss kiye post aur reviews me aage badhte hai 

To Dosto Aapko ye pta chal hi gya hoga ki aaj hmm xiaomi redmi 5A ke specification bare me janege

Sabse pehle mai bta du ki xiaomi redmi india ka sabse low budget me sabsa acha smart phone deta hai baki other company se mtlb mere anusar ye best hai aur ab xiaomi 5A ke mobile par made in india naam bhi aagya matlb ab ye india se jud gya jaise other sb hai


Redmi 5A Full Specification And Price in India


Redmi 5A Price.

 Dosto is mobile ka price bahut hi kam hai jaisa maine btaya hai ki india me sabse sasta aur sabse acha xiaomi hi phone bnata hai Dosto Redmi 5A ka PRICE HAI BAHUT HI KAM
only Rs..4999 aur ek hai 6999 Dosto ye xiaomi ne filhal ek model ke 2 mobile lunch kiye hai jiska maine price bta diye dono me bss storage aur ram ka hi anter aur sb same hai

Xiaomi Redmi 5A Memory & Processor


Dosto mai aapko bta du redmi ke mobile 2 virant me lunch kiya jata hai aur dono me bss memory aur ram ka hi anter hota hai to mai aapko bta du ki 4999 wale Redmi 5A me

2GB RAM
16 GB INTERNAL MEMORY
AUR DISPLAY  5inch ka HD Display mil jata hai
aur processer ki bat kare to bahut acha processor diya gya hai jita budget hai utna
Qualcomm Snapdragon 425 1.4Ghz Quad Core Processor


Dosto Ab Bat kar lete hai redmi 5A ke 6999 wale ke bare me to Dosto mai aapko bta du ki isme KYA kya mil rha hai

3 GB RAM
32 GB INTERNAL MEMORY
DISPLAY 5.0 inch का HD Screen

Redmi 5A battery 3000 mah ki hogi jo ki bahut hi badhiya hai other smart phone ke mukable
to chaliye ab jaan lete hai iska camera ke bare me to dosto isme aapko 13MP Rear Camera aur front 5 mb camera diya gya hai

Redmi 5A Network :
To Dosto isme aapko 2g 3g ke sath 4g LTE ka bhi support diya gya jisse aap 4g ka bhi mja le sakte ho PHONE me bs finger print ko chor baki sare system setting apps diye gyee hai jisko aapki jaruat ho to dosto mai aaj is post me itna hi btaunga agar aapko is mobile ko lekar koi sawal ho to aap comment me puch sakte hai

POST ACHA LGA TO APNE DOSTO KE PAS SHARE KARE JYADA JANKARI KE LIYE NICHE COMMENT KARE THANKS.....

Friday, October 14, 2016

CashAdda App - Earn Free Talktime With Proof In Hindi

CashAdda App - Earn Free Talktime In Hindi

Hello Dosto! Me Aniket, iss kamal website ka ek nya author hu. Me aap logo ko Free me cheeze pana, Hacking krna, aur bohot saare achhe Tricks Btaunga. Aaj me aap logo ko ek app ke baare me btana chahunga jo free recharge deta he. Mene iss app se Rs. 1000 tk kamaya he. Aap bhi kama skte he aur apne mobile me recharge kr skte he. Ye app Mcent aur EarnTalktime ki trh hi he. Ye app Rs. 20 de rha he friends ko Refer krne pr.





Sayad aapne Mcent aur Earntalktime ko use kia hoga aur isse free recharge bhi kia hoga. Ye App bhi inhi ki trh he. Is app me aap bohot saare achhe softwares download krke Free Recharge kr skte he.
Aapne bohot baar Playstore se app download kia hoga lekin download krne ke liye aapko kisi ne  paise nhii diye honge. Ye app dega.

Ye app original he. Aapko iss app me dusre apps download kne pdenge aur un apps ko 5 min. ke liye use krna pdega. Agr uss app me ID bnane ke liye kahe to aapko ID bhi bnana pdega. Agr aapne ye sb thik se kia to aapko pkka paise mill jaayenge.




CashAdda App Se Free Recharge Karne Ka Tarika

Step 1 - CashAdda App ko download aur install kijiye kijiye iss link se - Download CashAdda App

Step 2 - App ko open kijiye aur apna mobile number daliye app me. Aapka mobile number automatically verify ho jaayega.

Step 3 - Iske baad aapse jo details puchha gya he wo daal dijiye. 

Step 4 - Details ko save krne ke baad App ka Dashboard khulega

Step 5 -  Iske baad aap wahan se kisi ek app ko donload kijiye aur use kijiye. Dashboard se app downkload krne ke liye aapko Paise millenge.
Note ; Ek App Download krna Zruri he. Me suggest krunga ki aap iss app me Savan ka app download kariye. Saavan App ko download krne ke liye aapko Rs. 10 millega aur aap Saavan App me bohot sare achhe gaane bhi sun skte he.

Step 6 -  Agr aap apne dosto ko ye app refer kre to aapko har dost ke liye Rs. 20 milega.

Proof : 

Mene iss app se 1000 tk ka recharge kia he
To aap iss App ko try kijiye aur zyada se zyada kamaiye.


                   ***Hamare Daily Vistor banne ke liye Thank You....***
              ***Nye Loot Aur Tricks Ke liye Hamare Saath Jure Rahiye***

                                               Thank You

Sunday, June 26, 2016

How To Upload An Android App To The Google Playstore In Hindi

How To Upload An Android App To The Google Playstore In Hindi


Hello Dosto mujhe whatsapp ya email par bahut se messages aate hai ki sir mai apna bnaya hua app google playstore par kaise upload karu mai unse bol deta tha ki bus kuch din me mai is par ek post likhne wala hu to ab intjar khatam hua yaha par mai aapko ye batana wala hu ki hum apna bnaya hua app playstore par kaise upload kare dosto maine se post apne blog par dale hai lekin aaj mai aapko kuch naya sikhane wala hu jiski madad se aap apna khud ka bnaya hua app google playstore par upload kar sakte hai to agar aap apna bnaya hua apps ko google playstore par upload karna chahte hai to mere steps ko follow kare How To Upload An Android App To The Google Playstore In Hindi




upload-apps-in-playstore

sabse pehle mai aapko ye bata du ki playstore par apna bnaya hua app publish karne ke liye aapko paise pay karne padenge iske liye aapko kam se kam $25 lagega tabhi aap apna bnaya hua app playstore par upload kar sakte hai to chaliye ab jante hai step by step


How To Upload An Android App To Google Playstore

Step 1: Playstore par apna application ya game upload karne ke liye Google play developer console me login kare isme aapko $25 lagega first time account create karne ke liye


Step 2: Account create karne ke baad aap paise pay karke login kare


Step 3: ab phir aapko Adding a new application par click karna hai

Step 4: uske baad aapke samne ek dialog box open hoga jisme aapko languages aur app ke naam dene hote hai phir initiating apk upload Than


Step 5: iske baad aap upload-your-first-apk-to-production par jana hai uske baad aap apna apk file select kare aur upload kare

Step 6: ab aapke samne successfully ka message aaja yega uske baad aap apna app ka description dal de jo playstore me show hoga

Step 7: aap chahe to screenshot bhi upload kar sakte hai iske baad screenshot upload karne ka option aajayega aap screenshot jarur dale uske baad phir icon dalne ko puchega icon dalde phir uske full details fill karde


Step 8: uske baad aap pricing and distribution par click karke paid ya free de sakte hai

iska matlab ye ki aap apna app free me kisi ko dena chahte hai ya usko paid app bnana chahte hai uske baad save buttom par click karde distribution country

ab last me publishing your app par click karde aapka app kuch hours me playstore par publish hoja yega

Read more:

Android Mobile Me 100% Free Net Kaise Use Kare

Number use kiye bina whatsapp kaise chalaye

Pc Me Shareit Kaise Download Kare

To dosto ye post aapko kaisa laga comment me jarur bataye aur jaha samajh nahi aaya ho aap hame puch sakte hai yaha se mera page bhi like kare

Thursday, June 16, 2016

Mobile Se Paise Kaise Kamaye Aur Free TalkTime Paye

Mobile Se Paise Kaise Kamaye Aur Free TalkTime Paye


Dosto Aaj Yaha mai aapko 2 android apps ke bare me batane wala hu jiski madad se aap badiya paise kama sakte hai mobile me free talktime bhi recharge kar sakte hai Dosto mai apne is blog pe paise kamane ke bahut sare tips and tricks dale hai aur aaj bhi mai yaha par mobile me talktime kamane ke bare me batane wala hu Dosto jaha tak mai janta hu aap in dono apps ko use kiya hoga aur aaj playstore par bahut sare free talktime dene wale apps hai lekin usme aapko muskil ye hoga ki inme se best kon hai to mai aapki problem yaha par solve kar dunga aur yaha par ye bhi batane wala hu ki jiski madad se aap jyada se jyada mobile se free talktime earn kar sakte hai


Dosto jin apps ke bare me batane wala hu unka naam sunker sayad aap is app ko use naa kare lekin mai aapko ye batana chahta hu ki in dono apps me pehle se bahut jyada talktime mil raha hai aur bahut simple bhi hai is liye aap mere dwara diye gaye is app ko jarur use kare aur comment me apna jawab jarur de ki ye kaisa tha to chaliye dosto jante hai mobile se free talktime kaise paye apps install karke

Mobile Se Paise Kaise Kamaye Aur Free TalkTime Paye


mai yaha par un 2 apss ka naam bata deta hu jo mera fevrout app hai jisse mai kafi talktime earn kar chuka hai sayad aap is app ka naam jarur sune honge aur use bhi kiye honge lekin is apps me pehle se jyada talktime mil rahe hai aap jarur use kare


2> Earn Talktime

 Mai yaha par is app se jyada paise kamane ka secret batane wala hu jisse aapko jayada se jyada kamae ho sake to chaliye dosto jante hai in dono apps ke bare me aur jyada talktime earn karne ke bare me


Mobile Me Talktime Kaise Kamaye Apps Download Karke


Step 1: sabse pehle Aapko mere dwara diya gaye link se mcent Download kare Phir isse Aap Apne mobile me install kare



Step 2: Uske baad jab download ho jaye to aap isse apne mobile me install karke open kare


Step 3: Phir Ab Aapko Sign Up Par click karke Apne New mobile no. se mcent me ragister kare


Step 4: uske baad is tricks ki madad se jyada paise kamane ke liye koi bhi ek apps ko mcent se download kare aur jab tak uska talktime naa mile tab tak wait kare

Note: app download karne ke baad agar usme aapko sign up ya login karne ko bola jaye to aap usse karle nahi to talktime nahi milega

Step 5: Aur jab aapko us app ka talktime mil jaye to ye tricks aap par kaam karega isse use jarur kare


mere andaz se isme aapko kaise use kiya jata hai ye to pata hi hoga mai jo bata raha se wo aap carefully try kare


1: sabse pehle aap apne refferal link ko copy karle phir uske baad mcent ko uninstall karle phir us link ko chrome browser me paste karke search kare aap direct playstore me chale jayege uske baad phir new mcent app download kare uske baad phir ek new number se ragister kare phir ek apps ko download kare aur jab tak paise naam mil jaye tab tak wait kare jab paise mil jaye to aap log out ho jaye phir jaha se aap refferal link copy kiye the us number ko open kare aapko wha par rs. 20 ka talktime mil gaya hoga

Earn Talktime se jyada se jyada talk time kaise earn kare


Dosto ab aap to ye jaan gaye honge ki mcent se jyada se jyada talktime kaise kamaye ab mai aapko ye bata deta hu ki talk time app ki madad se bhi jyada paise kamaya jaa sakta hai iske liye aap mere dwara diye gaye step ko follow kare aur dosto kya aapko pata hai ki earn talktime app se free me whatsapp aur facebook bhi use kar sakte hai hairan hone ki baat nahi hai ye such hai iske liye aap mera ye post read kare : 

Step 1: Dosto mai aapko bata du ki earn talk time me jyada se jyada paise kaise earn kare isme aapko kya kya karna hai to sabse pehle aap yaha se talktime app download kare


Step 2:

uske baad aap ise apne mobile me install karle phir new No. se earn talktime me ragister kare


Step 2: Uske baad earn talktime app open ho jayega isme aapko bas ek koi bhi application download karna hai tabhi aap earn talktime me jyada se jyada paise kama sakte hai jab 1 app download ho jaye tab aap usse apne mobile me install karle aur jab uska creadit mil jaye tab aapko bahut jyada paise dene wale offers aane lagege

Dosto agar aap earn talktime app ki madad se free whatsapp aur facebook use karna chahte hai to aap ye post jarur read kare


YE BHI PADHIYE:







to Dosto ye post aapko kaisa laga comment me jarur batana aur mera page yaha se like jarur kare agar post atcha laga ho to Like Kare

Wednesday, June 15, 2016

Computer (Laptop) Ka Processor Name Kaise Change Kare Janiye

Computer (Laptop) Ka Processor Name Kaise Change Kare


Dosto Aaj mai Aap logo ke liye jaddu tricks lekar aaya hu jo Aapko bahut pasand aayega yaha par mai aapko ye batane wala hu ki computer processor name kaise change kare Dosto aapne dekha hoga ki jab koi bhi laptop ya computer kisi se kharidta hai to sabse pehle uska processor hi check karta hai aur wo bhi my computer par right click karke property check karta hai aur uska processor check karta hai Lekin kya aapko pata hai us processor name ko bhi change kiya jaa sakta hai usko change karna bahut hi simple hai to dosto aaeye jante hai ki computer processor name kaise change kare



Dosto ye jo trick hai Aapko 2 tariko se kaam aasakta hai pehle ye to ki Aap apne laptop ya computer ka processor name change karke apne dosto ko bewkuf bana sakte ho aur dusra ye ki Aap jab bhi koi second hand laptop ya computer buy karne jaye to dhyan rakhe ki usne kahi processor name change to nahi kiya hai n ye bahut important hai to chaliye dosto hum apne main topic par aate hai ki processor name kaise change kare iske liye aap mere step ko follow kare

Laptop (Computer) Ka Processor Name Kaise Change Kare

Dosto computer laptop me processor name change karna bahut aasan hai iske liye 1 minute bhi nahi lagega processor name change karne ke liye Run Box open karna Padega


Step 1:

Sabse pehle Aap Window+r press karke Run box open kare usme Aap Regedit Type kare Uske Baad Enter Press Kare

Step 2:

Uske Baad Aapke laptop ya computer me registry open ho jayega usme Aap ye sab folder open kare jo maine kiya hai

HKEY_LOCAL_MACHINE > Hardwere > Description > System > Central Processor > 0

Aap Image me bhi dekh sakte Hai

rigistry-editor



uske Baad jo box khulega isme aapko processor name ka folder par Right click karke Modyfy par click karke Jo Aap Naam dena chahe apne computer ka de sakte hai

Dosto Yaha par kuch processor names dall raha hu aap chahe to ise apne computer ya laptop dono me change kar sakte hai dosto jis type ka laptop ho waisa hi naam change kare nahi to koi sak kar lega


Important Note:

Dosto mai aapko bata dena chahta hu ki isse aapke computer me koi problem nahi hoga aur ek baat agar aapko lagta hai ki computer naam change karke aap apne computer ko fast kar sakte hai to aap galt soch rahe hai isse aapka computer fast nahi hoga ye tricks sirf fun ke liye hai


Ye bhi Padiye: