Thursday, April 14, 2016

Facebook Photo Par Auto Like Comment Kaise Kare

Facebook Photo Par Auto Like Comment Kaise Kare



Hello Dosto aaj mera post aap ke liye hi hai facebook photo par likes kaise badhye mere site par bahut se comments aaye hai ki facebook photo par jyada likes kaise paye mai unse bolta tha ki kuch hi dino me mai facebook photo par jyada likes pane ke liye post likhne wala hu to dosto aaj maine is post ko likh dala ki dosto agar aap bhi apne facebook ke profile photo par likes badhana Chahte hai to aap is trick ko jarur apnaye to is post me mai aapko ek android app ke anusar facebook par likes aur comments badhane ke bare me batane wala hu agar ye post atcha lage to comment me jarur bataye

Facebook Photo Par Auto Like Comment Kaise Kare

Facebook Par Photo, Status, Likes Kaise Paye Aur Comments Bhi

Dosto Yaha par jo mai aapko trick batane wala hu jiski madad se aap apne facebook photo par ek hi bar me 200 likes paa sakte hai aur 10 comments bhi paa sakte hai aur aap jyada likes pana Chahte hai to is steps ko aap dobara bhi try karke jyada likes paa sakte hai to sabse pehle aap mere steps ko follow kare facebook par jyada like aur comment pane ke liye


Facebook Photo Par Auto Like Comment Kaise Paye

Step 1: sabse pehle aap DjLIKER App Download Karke mobile me install karle Download Karne Ke Liye Yaha Click Kare


Step 2: uske bad aapko is app me facebook id se login hona hai uske bad aapko login success ka message mil jayega


uske bad aapke samne ek page open hoga jisme aapko upper diye gaye code ko type karke submit par click karna hota hai uske bad kuch second wait kare


Step 3: ab jo page open hoga usme aapko likes aur comment karne ke bare me pucha jayega agar aap photo par likes badhana Chahte hai to Use Auto Like par click kare

aur agar aap comments jyada karna Chahte hai to Use Auto Comments par click karke kar sakte hai

Step 4: Use Auto Like par click karke aap photo aur post ko select karne ke bare me pucha jayega aap jis photo par likes karna Chahte hai to us image ko select kare aur agar aap apne profile photo par likes jyada karna Chahte hai to aap kar sakte hai ya aap upload kiye gaye photo par bhi likes aur comments paa sakte hai

likes-select-karke-submit-karde



Step 5: Aap jis photo par bhi likes pana Chahte hai aap us photo ko select karke likes choose karke submit karde uske bad kuch second tak wait kare uske bad aap dekhege ki aapke photo par utna likes ho jayega jitna likes aap pana Chahte hai


Ye Post Bhi Padhe:




to dosto aapko ye post kaisa laga comment me jarur bataye aur mere site ke facebook page ko like karna naa bhule aur is post ko jarur share kare

Share this

7 Responses to "Facebook Photo Par Auto Like Comment Kaise Kare"